Kya aapka Windows PC slow chal raha hai? π
Is video me main ek One-Click CMD Script explain kar raha hoon jo aapke computer ko fast karegi aur junk files clean karegi.
π CMD already aapke PC me pre-installed hoti hai, bas ek script chahiye aur sab kuch sirf ek click me ho jaata hai.
Is Part 1 me maine 4 important sections cover kiye hain:
1οΈβ£ Restore Point β Backup banata hai, taaki agar kuch galat ho jaaye toh wapas aa sako.
2οΈβ£ Temp Files + Thumbnails + Recycle Bin Cleanup β Junk delete karke storage free karta hai.
3οΈβ£ Network Refresh β DNS cache clear karke internet ko smooth banata hai.
4οΈβ£ Windows Update Cleanup β Purane update files remove karke GBs storage free karta hai.
π Extra Feature: Is script me ek Log File bhi ban jaati hai Desktop par, jisme detail milti hai ki kya clean hua, kya repair hua, aur agar koi error aayi toh uska bhi record hota hai. #CMD #Windows10 #Windows11 #PCSpeedUp #ComputerTips #CMDTricks #script
#TechHindi #PCOptimization #WindowsTips #TechTutorial #BoostPC
#SystemSpeedUp #WindowsCleanup #RecycleBinCleanup #NetworkFix
#DiskCleanup #SSDTips #WindowsUpdateCleanup